math ki taiyari kaise kare?? - StudyWithAMC : ITI, Apprentice, Technical Trade, Govt Jobs

Post Top Ad

सोमवार, 27 फ़रवरी 2017

math ki taiyari kaise kare??

dosto ye mera pehla post hai apne blog pe to yadi kuch kami reh jaye to batana jarur

ab aate hai apne toppic pe ki math ki taiyari kaise kare??

dosto math utna kathin nahi hai jitna log use samajhte haiff
to dosto chalo mai aaj aapko ek mantra bataoung jisse aap bhi math ke acche jaankar ban sakte hai
  • dosto math ki taiyari karte samay apne pas 10th ka book jarur rakhe jo questen aapse nahi ban raha hai use chor ke aage nahi badhe balki use banane ka kishis kare fir dekhe aap use bana payenge
  • math ke farmulo ka hames paryog karte rahe 
  • farmula ko ratte nahi balki use paryog kare 
  • 1 types ke kam se kam 10 questons banaye
  • math ka daily paryog kare naa ke aaj khub padh liye aur agle din math pe dhiyan naa de ke dusre subject pe dhiyan de
  • mai ye nahi kehta ki aap math hi sirf padhe but math ko apne daily ruten me saamil kare 
  • set banate time jo v queston aye us type ke aur questons book se banane ka koshis kare

dosto aapko ye tips kaisa laga batana jarur

Post Top Ad